kabhi
jaagti raho main so gaya tum bin
kabhi
soti raaton main jaagta raha tum bin
kabhi
kamre main tanhayee se baatein kiya tum bin
kabhi
bhari mehfil main akela raha tum bin
beete
chand lamhon ki yaadein saath hain mere
kabhi
hans liya tum bin to kabhi ro liya tum bin. . .
No comments:
Post a Comment